Nowdays life/ today's generation/ student life

Main character


 1.one is college student (kartik) 
  2.one is father and mother
  3.co-star of beautiful girl (suknya) 
4.kriti kartik  clg  frnd

Is story ki starting ek middle class family k ghar se hoti h. Kartik k parents kartik ko dante h Teri hr baar clg se shikayt q aati h pdhta q ni h. Kartik bs sunkr rh jata or upset ho kr room m chla jata use pdhai krna bilkul psnd ni tha uska room pura books se bhra hua tha. 

Kartik clg m bi bahut sunta tha. Use koi psnd ni krta tha clg m pr kartik ek ldki ko psnd krta h roj use dekhta rhta h. Kartik kriti k pyr m hmesha khoya rhta tha ek din kartik k dost ne use kaha ki jakr kriti ko i love you👁💌u bol de. Agle hi din kartik kriti k pass gya or bol diya i love you. Kriti ne use thppd lga diya bola anpdh jahil jwar tujse kon pyr krega. Ye sb sunkar kartik clg se ghr chla jata h. 

Kartik k dil m hr wqt hl chl si mchi rhti thi wo bahut tng ho gya tha. Us raat ko kartik apne ghr k bahr nadi/ bich m suicide krne jata h tbi ek budhe vykti ko ndi kinaye behosh dekhta h. Or fir use bcchata h or usse puchta h baba ap kon h or yhn kse. Budha vyki kuch nhi btata wo bs usse kahta h mere bag m ek book h use nikalo or apne pass rkhne ko kahta h. 

Wo book koi mamuli ni jadui hoti h. Book de kr chla jata h bs kahta h smbhal k rkhna or chla jata h. 
Gusse se kartik us book ko ghar m fek deta h mujhe jis chij se nafrat h wo chij mera picha hi ni chorti. Book fekne k baad book bolne lg jati h kartik m tumhari dost hu. Kartik bolta h gusse m ni tum meri dost ni ho skti. Book bolti h m tumhe pdhai m tez bna dungi . Kartik khush jata h or jadui book use pdhne m bahut help krti hu clg ka topper bn jata h fir whin ldki jise kartik ko thappad mara tha whin kartik k pass jati h or sorry bolti h kafi ldkiya uske aage piche hoti h. Dono fir ek dusre k sath time spend krte h inki love story start ho jati h. 

Jse hi kartik k parents ko pta chlta h wo kartik or kriti ko alg kr dete h. Kuch layak bn ja tb love sove k chkkr m pdna abi ni apne sath is ldki ki life bi khrab mt kro. Kartik thik hai bol deta h or bolta h ab m layk beta bn k hi usse shadi krunga. 


Kartik clg khtm hone k baad job k interview k liye jata h or reject hokr aata h. 
Or ghr jake gusse m bolte h or pdhao mujhe. Pdhe likhe ka is duniya m koi kaam ni h. Unhone mujhe interview m reject kr diya kahte h Talent chahiye. Ab m ky talent Kahn se dhundh k lau puri life to pdhai m lga di. Bs pdhai pdhai thk gya hu sun sun kr. Aaj kl pdhe likhe se jyada berojgar or koi ni h. 

Aesa bolkr kartik agle hi din fir se try krta h job k liye pr raste m ek beautiful ldki shopping krk niklti h tbi kuch gunde use preshan krne lg jate h. Kartik ek hero ki trh use bchata h. Fir us lady( sukanya) se bat krta h. Sukanya ek movie ki heroine hoti h. Wo kartik ko apne car m baitha kr movie m ek hero k audience k liye le jati h. Jahn kartik select ho jata h. Or ek bda celebrity bn jata h. Jse hi kartik kriti k sath studio se bahar niklta h ek chota bccha bolta h m aapke baare m acche se jyada hu aapki history m aapse ek question puchna chahta hu ky pdhai ni krni chahiye. 


Pdhai krni chahiye pr aaj kl k generation k sath jo problm aa rhi h berojgari . Is berojgari m jyda number pdhe likhe log hi hote h. Pdhai k sath apna Talent phchan skte ho to phchano. Pdhai k bina hm jee skte h. Talent k bina ni. Vse dono jruri h. Ya to school m aesa hona chahiye bccho ko future k liye alg alg opportunity smjhao btao. Uske baad kartik chla jata h. 

🙏💕thanks 
Please kisi ko meri story smjh aaye acchi lgi to jrur btana or agar story m kuch change krna h ya kuch glti h jo aapko accha n lga ho jrur btana m us scene ko edit kr dungi



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shooting

Anokhi college( bhoot movie)